Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Beena Roy
Home Beena Roy
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samjhaana idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samajhaana hey hey hey hey deewaane ko kya samjhayega deewaana aaahhhaaa ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana hey hey hey hey yahi
jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega
maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili main wo nagma hoon jise pyaar ki mehfil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili wo musafir hoon jise koi bhi manzil na mili zakhm paaye hain baharon ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin kisi gesu kisi aanchal ka sahara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin raaste mein koi dhundhlata sitara bhi nahin meri nazaron ne nazaron ki tamanna ki thi maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi mujhko raaton ki siyahi ke siwaa kuchh na mila maine chaand aur sitaron ki tamanna ki thi meri raahon se judaa ho gayi raahein unki meri raahon se judaa ho gayi raahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki aaj badli nazar aati hain nigahein unki jinpe iss dil ne
iss intezaar e shouk ko jalwon ki aas hai ik shamma jal rahi hai so wo bhi udaas hai mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati jabaan par dil ki bechaini kabhi laayi nahin jaati kabhi laayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai chale aao chale aao takaajaa hai nighaahon ka chale aao chale aao takaajaa hai nighaahon ka takaajaa hai nighaahon ka kisi ki aarzoo aise to thukraayi nahin jaati to thukraayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai mere dil ne bichhayen hain sajde aaj raahon mein mere dil ne bichhayen hain sajde aaj raahon mein sajde aaj raahon mein jo haalat aashiqui ki hai wo batlaayi nahin jaati wo batlaayi nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai jo samjhai nahin jaati jo samjhai nahin jaati mohabbat aisi dhadkan hai
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi
aa aa aa aa aa aa aa aa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar ye bahaar ye sama keh raha hai pyaar kar kisi ki aarzoo mein apne dil ko beqarar kar zindagi hai bewafaaaaaaaaaa zindagi hai bewafa loot pyaar ka mazaa ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin dhadak raha hai dil to kya dil ki dhadkanen na gin phir kahan ye fursaten phir kahan ye raat din aa rahi hai ye sadaaaaaaaaa aa rahi hai ye sada mastiyon mein doob ja ye zindagi usi ki hai jo kisi ka ho gaya pyaar hi mein kho gaya ye zindagi usi ki hai jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein jo dil yahaan na mil sake milenge uss jahaan mein khilenge hasraton ke phool jaa ke aasmaan mein ye zindagi chali gayiiiiiii ye
zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai taj ya takht ya daulat ho zamaane bhar ki kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai kaun si cheez mohabbat se badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai do mohabbat bhare dil saath dhadakte ho jahaan sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai sabse aachi wo mohabbat ki ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai chaahe thodi bhi ho ye umr badi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai zindagi pyaar ki do chaar ghadi hoti hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek To Surat Pyaari Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:43 15174
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Beena Roy
Duration : 04:43   Song Number : 15174   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 03:44 20690
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 20690   

Maine Chaand Aur Sitaron Ki Chandrakanta (1956) 05:59 15149
 
Poster of Chandrakanta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:59   Song Number : 15149   

Mohabbat Aisi Dhadkan Anarkali (1953) 03:53 12674
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Ragesri
Duration : 03:53   Song Number : 12674   

Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 03:15 12236
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:15   Song Number : 12236   

Ye Zindagi Usi Ki Hai Anarkali (1953) 08:14 21458
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 08:14   Song Number : 21458   

Zindagi Pyaar Ki Do Chaar Anarkali (1953) 03:04 12677
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Des
Duration : 03:04   Song Number : 12677   
Karaoke Songs of Beena Roy, Sad Songs of Beena Roy, Love Songs of Beena Roy, Dance Songs of Beena Roy, Hip-hop songs of Beena Roy, Best songs of Beena Roy, Super hit songs of Beena Roy, hit songs of Beena Roy, duet songs of Beena Roy, solo songs of Beena Roy, old songs of Beena Roy, famous songs of Beena Roy, Hindi Karaoke Songs of Beena Roy, Hindi Sad Songs of Beena Roy, Hindi Love Songs of Beena Roy, Hindi Dance Songs of Beena Roy, Hindi Hip-hop songs of Beena Roy, best Hindi songs of Beena Roy, super hit Hindi songs of Beena Roy, hit Hindi songs of Beena Roy, duet Hindi songs of Beena Roy, solo Hindi songs of Beena Roy, old Hindi songs of Beena Roy, famous Hindi songs of Beena Roy, Sing Along Songs of Beena Roy, Sing Along Sad Songs of Beena Roy, Sing Along Love Songs of Beena Roy, Sing Along Dance Songs of Beena Roy, Sing Along Hip-hop songs of Beena Roy, Sing Along Best songs of Beena Roy, Sing Along Super hit songs of Beena Roy, Sing Along hit songs of Beena Roy, Sing Along duet songs of Beena Roy, Sing Along solo songs of Beena Roy, Sing Along old songs of Beena Roy, Sing Along famous songs of Beena Roy